Tuesday, July 17, 2012

Ek aadmi ke 3 dost the.
Teeno doctor the.
2 pagal the,
1 ko samajh nahi thi.
Jiss ko samajh nahi thi,
Uss ke 3 hospital the.
2 band the,
1 khulta nahi tha,
Joh khulta nahi tha uss
main 3
Fans the,
2 band the,
1 chalta nahi tha,
Joh chalta nahi tha uss ko 3
Mechanic ke pass le gaye.
2 ko kaam nahi aata tha,
1 khud kaam nahi karta
tha,
Jo khud kaam nahi karta
tha,
Uss ke 3 naukar the,
2 kaam pe aate nahi the,
1 ghar main hi rahta tha,
Joh ghar main rahta tha,
Woh wohi Shuru wala
aadmi tha,
Jiss ke 3 dost the...
Mere bhi 3 dost the.
2 pagal ho gaye aur
1 abhi ho raha hai...:p =)) =D
Share: